(Abdul Rahim)
1 / 8: Qabil Ajmeri
bahut kaam lene hain
dard-e-jigar se
kahin zindagi ko
qaraar aa na jaaye
i still have much to accomplish
with this burning in my heart
i hope my life won't become
too calm, too content
Qabil Ajmeri (Abdul Rahim) (8)
0
0
1
7
2 / 8: Qabil Ajmeri
tum na maano
magar haqeeqat hai
ishq insaan ki
zaroorat hai
you may not accept it
but it is the truth
love is a necessity
for a human being
Qabil Ajmeri (Abdul Rahim) (8)
0
0
0
6
3 / 8: Qabil Ajmeri
hum badalte hain
rukh hawaaon ka
aaye duniya
hamaare saath chale
we shift the course
and direction of winds
come on, world,
walk with us
Qabil Ajmeri (Abdul Rahim) (8)
Theme: Quest, Journey & Destination (48)
0
0
0
3
4 / 8: Qabil Ajmeri
ab ye aalam hai ke
gham ki bhi khabar hoti naheen
ashk bah jaate hain
lekin aankh tar hoti naheen
such is the state now
that even grief goes unnoticed
tears stream down
yet the eyes remain dry
Qabil Ajmeri (Abdul Rahim) (8)
0
0
0
5
5 / 8: Qabil Ajmeri
rang-e-mehfil chaahta hai
ik mukammal inquilaab
chand shamon ke bhaDakne se
sahar hoti naheen
the spirit of the gathering
demands a total revolution
a few candles lighting up
won't usher in the dawn
Qabil Ajmeri (Abdul Rahim) (8)
0
0
0
2
6 / 8: Qabil Ajmeri
waqt karta hai
parvarish barson
haadsa ek dam
naheen hota
time nurtures
things for years
a disaster never
happens suddenly
Qabil Ajmeri (Abdul Rahim) (8)
0
0
0
6
7 / 8: Qabil Ajmeri
ham ne us ke lab-o-rukhsaar ko
chhu kar dekha
hausle aag ko
gulzaar bana dete hain
i touched her lips and cheeks
to realize
courage can turn fire
into a garden of flowers
Qabil Ajmeri (Abdul Rahim) (8)
0
0
0
4.5K
8 / 8: Qabil Ajmeri
raasta hai ki
kaTta jaata hai
faasla hai ki
kam nahin hota
as i keep traveling
on this road
the distance to my destination
doesn’t seem to reduce
Qabil Ajmeri (Abdul Rahim) (8)
Theme: Quest, Journey & Destination (48)
1
0
1
4.3K
427 Shaayars
Urdu Poetry, Simply Told
classic Urdu shers with simple translations, poetic insights, and mini-dictionaries for every poetry lover...
A heartfelt collection of Classic Urdu shers...
Alfaaz Ki Mehfil is a curated space for timeless poetry celebrating words, emotions, and the enduring beauty of expression. From classic Urdu couplets to modern reflections, it brings together generations of poetic voices that speak of love, longing, hope, and the human soul.